zulm sale ne kiya ye dil-e-dil-gir ke sathShayari By 20 Jan 2024 10:11:26 AMGhazalzulm sale ne kiya ye dil-e-dil-gir ke sath rakh diya bandh ke chhappar mein use tir ke sath ghair ko karke riha yar bhi tadbir ke sath de diya sankhiya thoda sa use khir ke sath [...] Continue Reading... Share on:
di gai haiShayari By 02 Jan 2024 02:09:44 PMNazmhamein jo zindagani di gai hai bara-e-mehrbani di gai hai samaat chhin kar ahl-e-khirad ki hamein jadu-bayani di gai hai [...] Continue Reading... Share on:
pahle thi so ab bhi haiShayari By 02 Jan 2024 02:06:20 PMNazmhamesha ki tarah tangi jo pahle thi wo ab bhi hai badan par ek phati lungi jo pahle thi so ab bhi hai pareshani se sar ke baal tak sab jhad gae lekin purani jeb mein kanghi jo pahle thi so ab bhi hai [...] Continue Reading... Share on:
pension-yaftaShayari By 02 Jan 2024 02:03:10 PMNazmna ab main pyar kar sakta hun aur na dant sakta hun jo baqi rah gae hain din unhen bas kat sakta hun jo mil jae usi par iktifa karna hi padta hai koi shai apni marzi se na ab main chhant sakta hun [...] Continue Reading... Share on:
na bistar na bartan waghaira waghairaShayari By 02 Jan 2024 01:57:25 PMGhazalna bistar na bartan waghaira waghaira na chhat hai na aangan waghaira waghaira mere ghar ke bachchon ki tadad hi kya ye do chaar darjan waghaira waghaira [...] Continue Reading... Share on:
adu ki maut ka tumko agar malal huaShayari By 31 Aug 2023 09:53:50 PMGhazaladu ki maut ka tum ko agar malal hua mujhe khushi hai ki sale ka intiqal hua na is liye mujhe ghurbat ka kuchh malal hua tumhaare husn ki daulat se mala-mal hua [...] Continue Reading... Share on: